a true love story..
तू ! जिद है मेरी ज़िन्दगी !!
mai uth kr jane lga ....
usne kaha- ayee! ruk kaha bhag rha hai..
mai ruka bt kuchh ni bola ,,,,suddenly ! paro boli - aaj tu gya kam se...
usne kaha- paro tu chup re!
maine kaha - sorry! plz mujh maaf kr do.
niru- kya maaf kr du ha! kya smjh rakh hai tune mujhe..
me- wo meri nadani thi..mujhe aisa ni krna chahiye tha..
niru- kya aisa ni krna chahiye tha ,,ha !..tumhare wajah se kitni hurt hui mai...hr jaga log mujhe tumhare naam se chidhate hai...koi bhabhi kahta hai...koi bahu... to koi kuch bhi..
har jagah tune mujhe badnam kr diya hai...aur ab kah rha hai wo meri nadani thi...
me-..dekho! jo kuchh bhi hua uske liye sorry....ab mai nhi janta tum kaun ho...mai nhi janta ki tumse mera kya rista..hai....ha ! ho gyi thi galti mujhse...hui hogi paresani bhi tumhe meri wajah se ,,bs ab aur nhi hogi...
niru- ab aur nhi ka kya mtlab hai tumhara?
me- yahi ki koi tumhe meri wajah se badnam nhi karega ...itmy promisss.
niru- tumse kya wada lena ...1 sal pahle kuchh aur the aur ab kuchh aur!
me - to tum hi bata do kya kru?
niru- kya bolu tumhe...mai to soch rhi thi ...aaj bhi chahta hoga..pr tum to 1 hi sal me badal gye..
me- tum chahti kya ho?
niru- tumhe!
we all shocked
me-matlb..
niru- tu khud hi smjh le....
itna kahkr wo chali gyi.mai bhi waha se chala aaya...
puri raat ye sochta rha k wo wapas kyo aayi thi..?
wo jb pahli baar...lastpart
============+===========+==================+=======================
to be continue...